daaconsult.blogg.se

Bola tha dialogue
Bola tha dialogue









Lekin ek cheez aap mujhse nahi cheen paoge who hai meri himmat, who nahi khoonga main. Aur jab tak yeh enquiry khatam hogi na jaane kya kya kho doonga main apni awaz, apna dimaag. Yahan tak pahunchne ke liye bahut kuch khoya hai maine yeh haath khoye hai maine latka rehta hai sala. Hum wahan pahunch sakte hai who upar top tak. Humein kyon teesri duniya bulaya jaata hai humein bhi haq hai pehli duniya ban ne ka aur hum ban sakte hai. Kyon na badle kismet humari humari aur humare desh ki, aap chahte hai main humesha petrol pump attendant rahoon. Yeh hai meri galti is liye maafi mangoon aap se………….Petrol pump attendant tha main dabbe le ke ghoomta hai jaise apna desh haath faila ke ghoomta hai world bank ke aagey paise de do sadak banana hai. Polyster banana janta hoon fibre, chemical wo bhi A1 quality ka sabse saste daam main. Mere ko yeh golf khelna nahi aata, ye ghode ki race bhi nahi khelta hoon lekin apne dhande ka mazboot khiladi hoon main. Paise ki keemat kya hoti hai main janta hoon, agar paisa ban sakta tha to maine banaya hai lekin sirf apne liye nahi apne 30 lakh shareholders ke liye bhi. Paise bachane ke liye Payedhooni se 20-20 km chala hoon Kelasilk ka ye bada gadda sar pe dho ke. Kis baat se naraz hai aap meri tarakki se ya meri trakki ki tezi se ya isliye sab gaussa hai ki ek mamooli ganwar ki had se aagey chala gaya hoon mainĪapne ilzaam lagaya hai na mujhe par excise, custom, income tax ye tax who tax.jab dhanda maine shuru kiya tha In sab shabdon ka matlab nahi janta tha kai baar gira hoon tab jaa kar seekha hoon. Aaj mujhe yahan khada kar ke aap log yeh kah rahe ki yeh aadmi itni laat kyon marta hai, sala salam bahut karta hai. Maine dono kiya jahan laat mar sakta tha laat maari, jahan bola salaam do maine bola salaam lo. Sarkari darwaze the yeh aap ke banaye hue ya to laat mar kar khulte the ya ji hazoori de ke.

bola tha dialogue bola tha dialogue

Yahan pahuncha to dekha ki dhande karne ke saare darwaze band the. Main bapu nahi hoon main bas apna dhanda karna janta hoon, mehnat janta hoon garibi janta hoon.ĭo kameez ek biwi aur ek saale le kar Bombay aaya tha socha tha business karoonga.

bola tha dialogue

Unke waqt main gulami kanoon tha, unhone naya kanoon banaya humari azadi ka kanoon. 40 saal pehle ek aur aadmi tha jo kanoon ke khilaaf tha, aaj hum unko Bapu kehte hai. Aap kehte hai main kanoon ke khilaaf hoon.

bola tha dialogue

Gurukant Desai: Khada ho jaoon ya iske liye bhi license chahiye.











Bola tha dialogue